
AYE DIL BATA LYRICS
Kiyu baadalon ki gali,
Chaand hairaan hai...Kya pata,
Armaanon ke sab iraade,
Pareshaan hay...Kiyu bhalaa..!
Kiyu baadalon ki gali,
Chaand hairaan hai...Kya pata,
Armaanon ke sab iraade,
Pareshaan hay...Kiyu bhalaa..!
Aye dil bata, jaane kiyu iss martaba,
Tunne mujhe ye kyaa keh diya,
Aye dil bata, aise kiyu hayrat bhara,
Ye pyaar yoon tunne de diya..!
Aye dil bata, aye dil bata
Aye dil bata, aye dil bata
AYE DIL BATA LYRICS - Arijit Singh | Ishk Actually Movie Songs
Samjhaya tujhe kitna....Phir bhi,
Kiya tune bas apne.. Mann ki,
Galiyon mein jaa ke,
Kiyu baitha ishq ki ..!
Kuch nahi ab mere.....Bas mein,
Kuch nahi yahaan tere ...Bas mein,
Badmashiyan hay ye kiski ishq kee,
Be-pata....Laapata ho chala.!
Aye dil bata, jaane kiyu iss martaba,
Tunne mujhe ye kyaa keh diya,
Aye dil bata, aise kiyu hayrat bhara,
Ye pyaar yoon tunne de diya..!
Jaanta hu, tu sahi hay,
Phir bhi mera kiyu nahi hay,
Dil mein kiska ye dakhal hay,
Sab pareshaan se pal hay,
Mujhme hoke bhi hay,
Mujhse kiyu door..!
Aye dil bata, jaane kiyu iss martaba,
Tunne mujhe ye kyaa keh diya,
Aye dil bata, aise kiyu hayrat bhara,
Ye pyaar yoon tunne de diya..!
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.