
Song : Banjaran
Album : Babloo Happy Hai
Singer : Sonu Kakkar, Rahul Ram
Music : Bishakh-Kanish
Lyrics : Protique Mojoomdar
Lyrics :- Banjaran
Raat gaye haaye ik banjaran gumshuda ho gayi
Raat gaye ik prem pujaran phir khuda ho gayi
Aaja phir se jannat chakha dun
Ek hi raat hai
Lab ye paimaane se pila du
Ek hi baat hai
Raat gaye haaye ye banjaran gumshuda ho gayi
Raat gaye wo prem pujaran phir khuda ho gayi haaye...
Aarra.. mehbooba..
Mehbooba mehbooba.. mehbooba
Ho.. Mehbooba mehbooba..
Mehbooba mehbooba..
Mehbooba mehbooba..
Mehbooba mehbooba..
Raat tera surur jo sadkon pe nikle
Raat tera surur jo sadkon pe nikle..
Badtameez meri parchhai pakad ke chale
Jism ki hadd se pare
Dil se kya aarzu kare
Band kachehari me.. oo.. hu...
Band kachehari me..
Kyon dil ka maamla darz kare
Raat kaafi nahi, raat baaki nahi..
Raat kaafi nahi, raat baaki nahi
Aaj dil ki shamma bujha du raat kaafi nahi
Zism se ek shola jala du raat baaki nahi..
Aah...
Raat gaye haaye ik aawaran bewafa ho gayi
Raat gaye ik prem pujaran phir khuda ho gayi
Mehbooba.. mehbooba..
Tujhko chhune ke baad se, allah raham kare
Tujhko chhune ki zarurat kuchh to kam kare
Mastiyan aise luten raat bhi so ke utthe
Jaane wo kya dekhe haaye
Wo.. hoo.. hoo..
Jaane wo kya dekhe haaye
Subah ko khwaabon me so ke utthe
Na koi parwah hai, laparwah hai
He he beparwah hai, laparwaah hai
Aatishen bikhri hain badi beparwah hain
Khwahishen sulgi hui aur laparwaah hain
Raat gaye ye shokh pahaadan behaya ho gayi
Raat gaye wo prem pujaran phir khuda ho gayi
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.