
Song : Tere Naina
Film : Jai Ho (2014)
Music : Sajid-Wajid
Singer : Shreya Ghoshal, Shaan
Lyrics :- Tere Naina
Tere naina bade kaatil, maar hi daalenge
Tere naina bade kaatil, maar hi daalenge
Qaatilaana…,
Qaatilaana, adaao se ek din is dil ko
Hasayenge, rulayenge, maar hi daalenge
Tere naina, naina
Tere naina, naina
Qaatilaana bade, naina naina
Tere naina, naina
Tere naina, naina
Qaatilaana bade, naina naina
Qaatilaana…,
Qaatilaana, adaao se ek din is dil ko
Hasayenge, rulayenge, maar hi daalenge
Tere naina bade kaatil, maar hi daalenge
(Ga Ma Pa Sa, Sa
Ga Ma Pa Sa, Re
Ga Ma Pa Sa, Sa
Ni Sa Ni Re)
Shararat naina karte hai,
Tadapna dil ko padta hai
Ho dheere dheere, haule haule
Silsila bhi badhta hai
Teri yaadon ki garmi se,
Mera lamha pighalta hai
Dard ko teri baahon mein
Bada aaram milta hai,
Bada aaram milta hai
Qaatilaana, adaao se ek din is dil ko
Hasayenge, rulayenge, maar hi daalenge
Tere naina bade kaatil, maar hi daalenge
Naina…, qaatilaana…
Naina re…,
Tere ehsaas ki khusboo,
Meri saanson mein behti hai
Tere deedar ki khwahish,
Mujhe din raat rehti hai
Tere aane ki aahat se,
Machalte hai, mehakte hai
Bichadte hai toh har lamha,
Teri hi raah takte hai
Teri hi raah takte hai
Qaatilaana, adaao se ek din is dil ko
Hasayenge, rulayenge, maar hi daalenge
Tere naina bade kaatil, maar hi daalenge
Tere naina, naina
Tere naina, naina
Qaatilaana bade, naina naina
Tere naina, naina
Tere naina, naina
Qaatilaana bade, naina naina
Tere naina, naina
Tere naina, naina
Qaatilaana bade, naina naina
Tere naina, naina
Tere naina, naina
Qaatilaana bade, naina naina
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.