a
Thursday, 13 March 2014

Offo Lyrics - 2 States

Offo Lyrics - 2 States: This is a very well sung song by Aditi Singh Sharma and Amitabh Bhattacharya with nicely composed music by Shankar Ehsaan Loy. Offo Lyrics are beautifully penned by Amitabh Bhattacharya.

Song : Offo
Film : 2 States (2014)
Singer : Aditi Singh Sharma, Amitabh Bhattacharya
Music : Shankar Ehsaan Loy
Lyricist : Amitabh Bhattacharya


Offo Lyrics

Dil ka dimaag se
Jhagda lagaya kisne
Peechhe ke darwaaze se ae..
Dabe paanv aaya kaise
Thoda sa kamina
Thoda bechara hai
Ishq bhoot sahi par ye
Bhoot bada hi pyara hai

Offo - Ise.. ise daant ke bhagaun
Offo - Ya.. ya seene se lagaun
Offo - Ise.. ise daant ke bhagaun
Offo - Ya.. ya seene se lagaun
Sar pe baithaun ya thappad lagaun
Offo O....

Dekho leke aaya hai
Phokat mein sharaaratein
Tere jaisi hai zara aa..
Iski bhi aadatein
Upar se gaarm hai
Andar se naram hai
Thoda shareef bhi hai thoda
Thoda sa besharam hai hai hai...

Offo - Ise.. ise daant ke bhagaun
Offo - Ya.. ya seene se lagaun
Offo - Ise.. ise daant ke bhagaun
Offo - Ya.. ya seene se lagaun
Sar pe baithaun ya thappad lagaun
Offo O....

Hairat ko bhi hairaniyaan hone lagi
Ab hosh mein nadaniyan hone lagi
Baithe hain dil ek dillagi pe haar ke
Mehngi badi manmaniyan hone lagi
Yaari ke bahaane tanhon se milata hai
Phir mauka milte hi yeh par fialata hai
Haathon ke paar hi iska ishara hai
Ishq bhoot sahi par yeh
Bhoot bada hi pyaara hai ae ae ae..

Offo - Ise.. ise daant ke bhagaun
Offo - Ya.. ya seene se lagaun
Offo - Ise.. ise daant ke bhagaun
Offo - Ya.. ya seene se lagaun
Sar pe baithaun ya thappad lagaun
Offo O....

Offo.. Offo.. Offo...



Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

:) :)) ;(( :-) =)) ;( ;-( :d :-d @-) :p :o :>) (o) [-( :-? (p) :-s (m) 8-) :-t :-b b-( :-# =p~ $-) (b) (f) x-) (k) (h) (c) cheer
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.

 
Back To Top