Rooh ko ek aah ka haq hai
Rooh ko ek aah ka haq hai
Aankh ko ek nigaah ka haq hai
Ek dil main bhi leke aaya hoon
Mujhko bhi ek ghunaah ka haq hain
Dil ki baat woh kya janeDil ki baat woh kya jane
Dil ki baat woh kya jane
Ye zazbaat woh kya jane
Dil ki baat woh kya jane
Ye zazbaat woh kya jane
Dil ki baat woh kya janeJo mere hi dil ko pahunche
Jo mere hi dil ko pahunche
Woh sadmaat woh kya jane
Dil ki baat woh kya jane
Ye zazbaat woh kya jane
Dil ki baat woh kya janeUske liye jo aankh se barsi barsi…
Uske liye jo aankh se barsi
Uske liye jo aankh se barsi
Woh barsaat kyaa jaane
Dil ki baat woh kya jane
Ye zazbaat woh kya jane
Dil ki baat woh kya janeHizra ki sab jisne na dekhi
Hizra ki sab jisne na dekhi
Dil ki baat woh kya jane
Dil ki baat woh kya jane
Ye zazbaat woh kya jane
Dil ki baat woh kya jane
Dil ki baat..Hum majburan bhule usko
Hum majburan bhule usko
Hum majburan bhule usko
Hum majburan
Hum majburan bhule usko
Hum majburan bhule usko
Hum majburan bhule usko
Ye halat woh kyaa jaane
Dil ki baat woh kya jane
Ye zazbaat woh kya jane
Dil ki baat woh kya jane
Ye zazbaat woh kya jane
Dil ki baat woh kya jane
Ye zazbaat woh kya jane
Dil ki baat..
The post Dil Ki Baat Woh Kya Jane appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.








0 comments:
Post a Comment