Tann badan mein aag si sukun hai naa qaraar hai
Tann badan mein aag si sukun hai naa qaraar ha
Ishq ka bukhar hai ye ishq ka bukhar
Tann badan mein aag si sukun hai naa qaraar ha
Ishq ka bukhar hai ye ishq ka bukharIsse pehale aisa koi tajurba huaa na thaa
Mithi mithi aag mein badan kabhi jala na thaa
Isse pehale aisa koi tajurba huaa na thaa
Mithi mithi aag mein badan kabhi jala na thaa
Kis ki aarzoo hai dil ko kis ka intezaar hai
Ishq ka bukhar hai ye ishq ka bukharJo mil haseen raste mein dil ruba laga
Phool chandani laga wo husn ka khuda laga
Jo mil haseen raste mein dil ruba laga
Phool chandani laga wo husn ka khuda laga
Chhin le nazar se khwab woh khumaar hai
Ishq ka bukhar hai ye ishq ka bukharJinke dastan laila aur majnu ban gaye
Jinki baat kucha kucha aur chaman chaman gayi
Jinke dastan laila aur majnu ban gaye
Jinki baat kucha kucha aur chaman chaman gayi
Aise ko deewano mein hamra bhi beshumar hain
Ishq ka bukhar hai ye ishq ka bukhar
Tann badan mein aag si sukun hai naa qaraar ha
Ishq ka bukhar hai ye ishq ka bukhar
Tann badan mein aag si sukun hai naa qaraar ha
Ishq ka bukhar hai ye ishq ka bukhar
Ishq ka bukhar hai ye ishq ka bukhar.
The post Ishq Ka Bukhar appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.








0 comments:
Post a Comment