Khwabon ki duniya sitaron ki duniya
Door bhi hain par door nahi
Khwabon ki duniya sitaron ki duniya
Door bhi hain par door nahi
Ujhade fizza ke chaman se ye kehado ke
Rangeen bahar ab door nahi
Khwabon ki duniya
Har taraf ho viraaniyan
Gher chuki ho aandhiyaan
Har taraf ho viraaniyan
Gher chuki ho aandhiyaan
Tadapte armaan ke is jahan ko
Kabhi to sakun to aayega
Khwabon ki duniya sitaron ki duniya
Door bhi hain par door nahi
Khwabon ki duniya
Kaali ghatae jab jaayengi
Sunehri kirne aayegi
Kaali ghatae jab jaayengi
Sunehri kirne aayegi
Phir inn baato ko yaad kar
Aayegi khud ko bhi hasee
Khwabon ki duniya sitaron ki duniya
Door bhi hain par door nahi
Ujhade fizza ke chaman se ye kehado ke
Rangeen bahar ab door nahi
Khwabon ki duniya.
Monday, 7 April 2014
Related Lyrics
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment