a
Thursday, 10 April 2014

Masti Bhara Yeh Sama


Masti bhara yeh sama

Aise mein tum ho kahan

O jaan-e-jaan ab to aake

Sunn ja meri dastaan

Masti bhara yeh sama

Aise mein tum ho kahan

O jaan-e-jaan ab to aake

Sunn ja meri dastaan

Masti bhara yeh sama

Sapnon mein tum, aankhon mein tum

Aye jaan-e-jaan yeh kaisi hai dhunn

Sapnon mein tum, aankhon mein tum

Aye jaan-e-jaan yeh kaisi hai dhunn

Aa jao ab to dhal na jaaye

Masti ka thehra hua yeh sama

Masti bhara yeh sama

Aise mein tum ho kahan

O jaan-e-jaan ab to aake

Sunn ja meri dastaan

Masti bhara yeh sama

Yaadon ke saath, waadon ke saath

Hum tou chalein tere saath saath

Yaadon ke saath, waadon ke saath

Hum tou chalein tere saath saath

Ab tub hi aa dil ko lubha

Kitna karein hum intezaar

Masti bhara yeh sama

Aise mein tum ho kahan

O jaan-e-jaan ab tou aake

Sunn ja meri dastaan

Masti bhara yeh sama

Kitna haseen mausam hai yeh

Kitney haseen raste hain yeh

Kitna haseen mausam hai yeh

Kitney haseen raste hain yeh

Aa jao tum eik baar

Hum bhi kahein dil ki baat

Masti bhara yeh samaa

Aise mein tum ho kahan

O jaan-e-jaan ab to aake

Sunn ja meri dastaan

Masti bhara yeh sama

Aise mein tum ho kahan

O jaan-e-jaan ab tou aake

Sunn ja meri dastaan

Masti bhara yeh sama.
Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top