Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein
Raate kate teri yaad mein
Aansu bahe teri yaad mein
Raate kate teri yaad mein
Aansu bahe teri yaad mein
Aabhi jaa piya ab na sata
Viraan hain base phir se basa
Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein
Beeti baharo ki yaad ho tum
Khoyi umeedo ki yaad ho tum
Beeti baharo ki yaad ho tum
Khoyi umeedo ki yaad ho tum
Itana na kar piya mujhpe sitam
Marega mujhko judaai ka ghum
Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein
Tum jo agar na aaoge
Luta huaa ghar jalaoge
Tum jo agar na aaoge
Luta huaa ghar jalaoge
Teri kasam tere sar ki kasam
Kardonge duniya mari khatam
Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein.
Sunday, 6 April 2014
Related Lyrics
Kaaton Se Kya Darege
Kaaton mein rahnewale kaaton se kya darenge Kaaton mein rahnewale kaaton se kya darenge Has haske afato ka hum samna karenge Has haske afato ka hum ...Tere Bin
Tere bin, tere bin Tere bin, tere bin Tera bina marna nahi Jeena nahi tere bin Tere bin, tere bin Bawre piya laage na jiya Dekho mera mann jalta diy ...O Saraphiri Ho Deewaani
He o saraphiri ho deewani o saraphiri He o saraphiri ho deewani o saraphiri Khud ko samajhe hero Ham nayaa nayaa make-up har din Khud ko samajhe her ...Main Tere Dil Ki Malika
Main tere dil ki malika tu mera badsah Phir tere mere bich zamana kyu, Aa mast mujhme ho ja Haye daddy mera meri koi baat nahi jane Ke yaro mere pya ...Mujhko Tera Pyar Chahiye
Gharwali banale mujhe ore baake saiyyan Gharwali banale mujhe ore baake saiyyan Aap ke saamne kasmein khale tham le meri baiyaan Na kapda gehna re m ...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.