a
Monday, 14 April 2014

Surroor Lyrics

(Himesh Reshamiya Begins)

Meri aankhon main tu, meri baaton main tu

Meri yaadon main tu, mere khwaabon main tu

Saason mein tujhe basaya hai, tera suroor dil pe chaaya hai

Meri aankhon main tu, meri baaton main tu

Meri yaadon main tu, mere khwaabon main tu

Saason mein tujhe basaya hai, tera suroor dil pe chaaya hai

(Instrumental Break)

(Shalmali Kholgade Begins)

Tere bina ab toh kahin, kat-ta nahi waqt intezaar ka

Tere mere ikraar ka, lamha yahi toh hai bas pyaar ka

Veeraniyon se mujhko nikala, teri yaadon ne mujhko sambhala

Meri aankhon main tu, meri baaton main tu

Meri yaadon main tu, mere khwaabon main tu

Saason mein tujhe basaya hai, tera suroor dil pe chaaya hai

(Instrumental Break)

(Honey Singh Begins)

Tera t tera t tera suroor

I don’t know baby hai kiska kasoor

Aaja tu aaja meri baahon mein

Sir chadh gaya baby tera fitoor

Wa aa aa aa aa ou

Wa aa aa aa aa ou

Wa aa aa aa aa ou

Wa aa aa aa aa ou

Jab se kiya, tujh pe yakeen, meri wafa ko sahara mil gaya

Sajne lage armaan mere, dil ke fanaq ko sitara mil gaya

Saaye se tere lipta rahooon main, teri ragon mein ab toh bahoon main

Meri aankhon main tu, meri baaton main tu

Meri yaadon main tu, mere khwaabon main tu

Saason mein tujhe basaya hai, tera suroor dil pe chaaya hai
Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top