(Mohit Chauhan Begins)
Kyun mujhse khafa, tu hai mère khuda
Deewane se tere, kya ho gayi khata
Jo ho gaya juda..
Jo ho gaya juda..
Ho jaaunga tabah,
Ho jaaunga tabah,
Ho jaaunga tabah
Kyun mujhse khafa, tu hai mère khuda
Deewane se tere, kya ho gayi khata
(Instrumental Break)
Kyun tere bin, rehta hai din
Mujhse yun rootha hua
Kyun saari raat, mujhko ye chand
Lagt hai toota hua
Na meri ye zameen, na mera aasmaan
Deewane se tere, kya ho gayi khata
(Instrumental Break)
Sulgi hui saansein meri, maange jo tujhse hawa
Deedar de ya waar de, de de na dil ko dawa
Na tujhse mila, na tujhse mita
Deewane se tere, kya ho gayi khata
Jo ho gaya juda..
Jo ho gaya juda..
Ho jaaunga tabah,
Ho jaaunga tabah,
Ho jaaunga tabah
0 comments:
Post a Comment