Tamam umr bahelte rahe hain khaabon se
Tamam umr bahelte rahe hain khaabon se
Humein mile hain shahare inhi shairabo se
Tamam umr
Khayal shohrate ruswaai aur kyaa karte
Khayal shohrate ruswaai aur kyaa karte
Mitta diya hain tera naam bhi kitabon se
Mitta diya hain tera naam bhi kitabon se
Tamam umr
Har ek nashe se hain badh kar
Tumhare ghum ka nasha
Har ek nashe se hain badh kar
Tumhare ghum ka nasha
Dile tabaah na sambhala kabhi sharabo se
Dile tabaah na sambhala kabhi sharabo se
Tamam umr
Badal gayi jo woh nazare to kya hua rashid
Badal gayi jo woh nazare to kya hua rashid
Bacha hain kaun zamane ki inqalabo se
Bacha hain kaun zamane ki inqalabo se
Tamam umr bahelte rahe hain khaabon se
Tamam umr.
Friday, 11 April 2014
Related Lyrics
Subscribe to:
Post Comments (Atom)








0 comments:
Post a Comment