Khanzar se karo baat
Khanzar se karo baat na talvaar se pucho
Main katla huaa kaise mere yaar se puchho
Woh anjuman mein raat ajab shan se gaye
Woh anjuman mein raat ajab shan se gaye
Imaan cheez kya thi kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat ajab shan se gaye
Imaan cheez kya thi kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat
Main to gaya hua tha
Main to gaya hua tha hazaron naqab mein
Main to gaya hua tha hazaron naqab mein
Lekin lekin akele dekh ke pehchan se gaye
Imaan cheez kya thi kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat
Wo shama ban ke khud hi
Wo shama ban ke khud hi akele jala kiya
Wo shama ban ke khud hi akele jala kiya
Paravane paravane kal ke raat pareshan se gaye
Imaan cheez kya thi kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat
Aaya tera salaam na aaya hai khat koi
Aaya tera salaam na aaya hai khat koi
Hum aakhiri safar ke bhi
Hum aakhiri safar ke bhi saman se gaye
Imaan cheez kya thi kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat
Rahi jise khuda bhi na samajha saka kabhi
Rahi jise khuda bhi na samajha saka kabhi
Samajha saka kabhi…
Rahi jise khuda bhi na samajha saka kabhi
Rahi jise khuda bhi na samajha saka kabhi
Baithe bithaye
Baithe bithaye dekh lo ab maan se gaye
Imaan cheez kya thi kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat ajab shan se gaye
Imaan cheez kya thi kai jaan se gaye
Woh anjuman mein raat.
Monday, 7 April 2014
Related Lyrics
Subscribe to:
Post Comments (Atom)








0 comments:
Post a Comment