(Arijit Singh Begins)
Pal do pal ki kyun hai zindagi
Is pyaar ko ko hai sadiyaan kaafi nahi
Toh khuda se maang loon, mauhalat main ek nayi
Rehna hai bas yaahan ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai
(Instrumental Break)
Tu muskurahatein hain taakat meri
Mujhko inhi se umeed mili
Chahein kare koyi sitam yeh jaahan
Inme hi sadaa hai hifazat meri
Zindagani badi khoobsoorat huyi
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai
(Instrumental Break)
(Vocals)
Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwaishein teri ab duaayein meri
Kitna anokha bandhan hai yeh
Teri meri jaan jo ek huyi
Lautunga yahaan tere paas main haan
Vaada hai mera, marr bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai
Umm hmm humdard hai
Umm hmm humdard hai
Umm hmm humdard hai
Umm hmm humdard hai
0 comments:
Post a Comment