Dhuan Dhuan Lyrics (Lori Sunaun Main Kya)
(Swanand Kirkire)
Dhuan dhuan dhund mein khoyi chandaniya
Lori sunaun main kya ?
Nam aankhon mein doobi sapaniya
Lori sunaun main kya ?
Lori sunaun main kya ? raat bujhaun main kya ?
Neend bulaun main kya ?
Pathreela takiye pe soti re duniya
Lori sunaun main kya ?
Saabs zäher mein piroti re duniya
Lori sunaun main kya ?
(Instrumental Break)
Maile maile badal ki chadar mein
Chand soya toh jaaga nahi
Soone soone ambar ne bhi hadd ki
Khola asha ka tara nahi
Dil ka dil se yahan, koi naata nahi
Dard hota toh hai, aasu aata nahi
Aasu aata nahi..
Dhuan dhuan dhund mein khoyi chandaniya
Lori sunaun main kya ?
Nam aankhon mein doobi sapaniya
Lori sunaun main kya ?
0 comments:
Post a Comment