a
Saturday, 20 December 2014

Sooraj Hai Kahaan Lyrics

Sooraj Hai Kahaan Lyrics


(G.V. Prakash Kumar Begins)


Sooraj hai hahaan, sir mein aag re

Naagin titliyaan, ab chal bhaag re

Meri aankh mein loha hai kya,

Meri rotiyon mein kaanch hai

Gin mere ungliyaan kya poori paanch hai

Yeh meri bandook dekho, yeh mera sandook hai

Ghaas jung, jism paani, koyla meri bhook hai

Chowk mera, gali meri, naukri, batti meri

Dhool dardi, sauna raddi, dhoop aur sardi meri

Meri parking hai ya meri seat hai

Tera matha hai yeh meri eent hai


(Instrumental Break)


Meri mitti se meri mitti tak, aa rahein hain jo

Saari railon se, rang sirfire riwaazon se,

Meri boli se, mere melon se

Keelein chubhti hai, jheelein dikhti hai

Lakdiyaan geeli nahi hai, tel hai, teeli yahin hai


(Instrumental Break)


Mera jhanda tareeka, mera sach sahi

Gar koi awaaz utthi, gaad doonga main yahi

Main yahaan pehle khada tha, hai gehra maidaan

Aazmaale laathiyon pe, ya tera ****

Yeh kitaabein ek paanp hai, ve log saare saanp hai

Jahaan latke hamamon mein, morality ki bhaap hai

Main bataaunga tujhe toh, jeans pehne kitne tang

Kaunsi building mein tu reh sakti hai kab kiske sang

Raat ke kitne baje, kaise chale, kisse mile

Kab palat kar maar de, kab chup rahe, kab kab chale

Hai yeh valentine kyun, tu ne pee wine kyun

Tere pub se, uske Rabb se, mujhko problem hai sabse


(Instrumental Break)


Humnein unko khoob dhoya, jo rooyi se log the

Ban gaye unke gubbare, jo suyi se log the

Jiski chaadar hum se choti, uski chaadar cheen li

Jiski chath pe chadh gaye hum, usko seedhi tod di

Istihaaron mein khushi hai, aur ghar aata nahi

De mera chaaku mera, maa kab se kuch kaata nahi

Bacche khelte the jahaan pichle June mein

Ab baste dikhte wahaan bheege khoon mein


Pad rahi thi, ek bacchi, sadak par, bheedh thi

Sabka na koyi darr, tha zarrori, sab ne mar di, chodh di


Lyricstaal -


Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top