Tere Pyar Mein Dil Deewana Lyrics
(Udit Narayan Begins)
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana (x2)
Pagal hai iss pagal ko mushkil bada samjhana
Dil deewana, yeh dil deewana
(Alka Yagnik Begins)
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
Pagal hai iss pagal ko mushkil bada samjhana
Dil deewana, yeh dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
(Instrumental Break)
Mujhko toh bhaa gayi, husn ki saadgi
Haaye! mujhko toh bhaa gayi, husn ki saadgi
Main bhi karti rahi ishq ki bandgi
Chain aata hai teri soorat ko dekh kar
Tere khwaabon mein kho gayi, ho gayi main toh be-khabar
Kuch bhi ho meri nazron se ab door kahin na jaana
Dil deewana, yeh dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
(Instrumental Break)
Haath chodun na main, apne dildar ka
Haath chodun na main, apne dildar ka
Mushkilon se mila, mauka deedar ka
Bekhudi jo sataye toh, bekarari se kaam lo
Tere honton ko chum loon, aaja baahon mein thaam loon
Aake gala laga le, kehta hai mausam mastana
Dil deewana, dil hai deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
Pagal hai iss pagal ko mushkil bada samjhana
Dil deewana, yeh dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai,
Tere pyar mein dil deewana
0 comments:
Post a Comment