a
Friday, 30 January 2015

Shaitaaniyan Lyrics (Raat bhar)

Shaitaaniyan Lyrics (Raat bhar)


(Ankit Tiwari Begins)


Shabh ki baahon mein so jaaye subah

Khwaabon ko tere palkon pe doon saja


(Instrumental Break)


Shabh ki baahon mein so jaaye subah

Khwaabon ko tere palkon pe doon sajaa

Goonje saanson mein teri hi sadaa

Mein lafz tera, tu hai meri zubaan


Shaitaniyaan raat bhar, karle aa tootkar

Badmashiyaan raat bhar, karle aa tootkar


Milna tera, milna mera,

Milna tha qismat mein likha


Manzil bhi thi, miloun judaa,

Raahein mili jo tu mila


Shaitaniyaan raat bhar, karle aa tootkar

Badmashiyaan raat bhar, karle aa tootkar


Lyricstaal -


Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top