a
Thursday 12 March 2015

Jaanta Tha Lyrics Tu Aayegi Ek Din – Sanam Puri

Jaanta Tha Lyrics Tu Aayegi Ek Din – Sanam Puri


(Sanam Puri Begins)


Bhoolun kaise, jaise hum, miley

Teri hi jaagi, hai yaad tabse

Raaton ko neend, aaye kaise


Ye jo badh raha hai

Nasha tera mere dil, badh raha hai


Jaanta tha, tu aayegi ek din

Pagal sa ho gaya hoon

Jaanta tha, tu aayegi ek din

Pagal sa ho gaya hoon


Tujhko hi toh, sochun main har lamha

Jabse mila hoon,

Teri hi hai khushbu yahan


Bas milti rahe tu mujhse baar-baar

Ye jo badh raha hai

Nasha tera mere dil, badh raha hai


Jaanta tha, tu aayegi ek din

Pagal sa ho gaya hoon

Jaanta tha, tu aayegi ek din

Pagal sa ho gaya hoon


Jaanta tha, tu aayegi ek din

Pagal sa ho gaya hoon

Jaanta tha, tu aayegi ek din

Pagal sa ho gaya hoon


Lyricstaal -


Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top