Saad Shukraana Lyrics – Ankit Tiwari
(Ankit Tiwari Begins)
Aa bhi jaa, raaton ki tarah
Aankhon mein, neendon ki tarah
Aa bhi jaa, raaton ki tarah
Aankhon mein, neendon ki tarah
Shamey wahin mile, hum the jahan
Ab tu kahan, yaara main kahan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukraana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukraana
(Instrumental Break)
Kahan hota hoon main poora,
Kahan se hai tu jaana shuru
Kaise suljhegi paheli,
Jaisa main hoon, waisi hai tu
Shamey wahin mile, hum the jahan
Ab tu kahan, yaara main kahan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukraana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukraana
(Instrumental Break)
Aankhon aankhon mein jaana,
Teri aankhen ye kya keh gayi
Mere paaon ke tale se,
Jaise sadiyaan kahin beh gayi
Shamey wahin mile, hum the jahan
Ab tu kahan, yaara main kahan
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukraana
Tu sajda mera, sadqa mera
Jaana saad shukraana
0 comments:
Post a Comment