Hai Koi Kahin Na Kahin Lyrics – Gajendra Verma
(Gajendra Verma Begins)
Hai koi, kahin na kahin
Mere liye jo hai bana
Na jaane kyun, kagta hai ye
Ki tere liye, main hoon bana
Mujhko meri tarah, dhoondta sochta
Chhann se jo, aaye nazar
Ho jaaye phir kahin laapata
Uss sey hai jo, rishta koi
Par kya hai woh mere khuda
Chahata hoon, main tujhe kuch,
Iss tarah jaan-e-jaan
Ki hawa bhi aa sakegi na,
Hamare darmiyaan
Saath honge hum, iss tarah se
Jaise saath hote hai, jism-o-jaan
Hosh mein kabhi na aaun main
Thamm hi jaaye ye lamha
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.