a
Sunday, 17 May 2015

Mere Mehboob Lyrics – Sanam Puri

Mere Mehboob Lyrics – Sanam Puri

Mere Mehboob Qayamat Hogi Lyrics – Sanam Puri

 

(Sanam Puri Begins)

Mere mehboob qayamat hogi
Aaj ruswa, teri galliyon
Mein mohabbat hogi

Meri nazre toh gila karti hai
Tere dil ko, bhi sanam,
Tujhse shikayat hogi
Mere mehboob..

Mere sanam ke, darr se agar
Baad-e-saba ho tera gujar
Kehna sitamgar kuch hai khabar

Tera naam liya, jab tak bhi jiya
Aye shamaa tera parwaana
Jisse ab tak, tujhe nafrat hogi
Aaj ruswa, teri galliyon
Mein mohabbat hogi

Mere mehboob qayamat hogi
Aaj ruswa, teri galliyon
Mein mohabbat hogi
Mere mehboob..

Teri gali mein aata sanam
Nagma wafa ka gaata sanam
Tujhse suna na jaata sanam

Phir aaj idhar, aaya hoon magar
Ye kehne main deewana
Khatm bas aaj ye vehshat hogi
Aaj ruswa, teri galliyon
Mein mohabbat hogi

Mere mehboob qayamat hogi
Aaj ruswa, teri galliyon
Mein mohabbat hogi
Mere mehboob..

Lyricstaal -

Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

:) :)) ;(( :-) =)) ;( ;-( :d :-d @-) :p :o :>) (o) [-( :-? (p) :-s (m) 8-) :-t :-b b-( :-# =p~ $-) (b) (f) x-) (k) (h) (c) cheer
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.

 
Back To Top