a
Sunday, 31 May 2015

O Mere Dil Ke Chain Lyrics

O Mere Dil Ke Chain Lyrics

O Mere Dil Ke Chain Lyrics – Sanam Puri

 

(Sanam Puri Begins)

O mere dil ke chain
O mere dil ke chain
Chain aye mere dil ko dua kijiye
O mere dil ke chain
Chain aye mere dil ko dua kijiye

(Instrumental Break)

Apna hi saaya, dekh ke tum
Jaane jahan, sharma gaye

Apna hi saaya, dekh ke tum
Jaane jahan, sharma gaye
Abhi toh ye pehli manzil hai
Tum toh abhi se ghabra gaye

Mera kya hoga socho toh zara
Haaye aise na aahein bhara kijiye

O mere dil ke chain
Chain aye mere dil ko dua kijiye

(Instrumental Break)

Aap ka armaan, aap ka naam
Mera tarana aur nahin

Aap ka armaan, aap ka naam
Mera tarana aur nahin
Inn jhukti palkon ke siva
Dil ka thikana aur nahin

Jachta hi nahi, aankhon mein koi
Dil tumko hi chaahe toh kya kijiye

O mere dil ke chain
O mere dil ke chain
Chain aye mere dil ko dua kijiye

Lyricstaal -

Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

:) :)) ;(( :-) =)) ;( ;-( :d :-d @-) :p :o :>) (o) [-( :-? (p) :-s (m) 8-) :-t :-b b-( :-# =p~ $-) (b) (f) x-) (k) (h) (c) cheer
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.

 
Back To Top