a
Thursday, 4 June 2015

Dil Parinda Lyrics

Dil Parinda Lyrics

Dil Parinda Lyrics – Tochi Raina

 

Kaisi khudaayi teri,
Tune hi banayi Rabba
Kaahe ko banaya tune ishq

Bezubaan zubaan ki bhaasha,
Kaise koi samjhe bata ja
Kaahe ko banaya tune ishq

Aisa kyun hota hai?
Dil ye kyun rota hai?
Jo nahi tha tera,
Phir kyun uski aas hai

Jo nahi tha tera,
Phir kyun uski aas hai

(Tochi Raina Begins)

Koi mann mein hansta,
Koi mann hi maan hai rota
Koi mann mein hi gharonda banaye

Kahin chalke khushiyon ke aansun
Kahin roye dukh se naina
Naina samajh bhi na paaye, baawra

Dil parinda, dhoonde aashiyaana
Dil parinda, dhoonde aashiyaana

Ye na jaane, kahan isko jaana, baawra

(Instrumental Break)

Aa.. aa..

Naina..

Mann mein koi basta,
Par tujhe na milta
Kismaton ka likkha
kahan, hai Kisi ko dikhta

Mann mein koi basta,
Par tujhe na milta
Kismaton ka likkha
kahan, hai Kisi ko dikhta

Ghum ki hai saheli,
Uljhi ek paheli
Ishq pe kisi ka,
Kahan zor chalta

Dil parinda, dhoonde aashiyaana
Ye na jaane, kahan isko jaana,

Kaisi khudaayi teri,
Tune hi banayi Rabba
Kaahe ko banaya tune ishq

Bezubaan zubaan ki bhaasha,
Kaise koi samjhe bata ja
Kaahe ko banaya tune ishq

Dil parinda, dhoonde aashiyaana
Ye na jaane, kahan isko jaana,

Aisa kyun hota hai?
Dil ye kyun rota hai?
Jo nahi tha tera,
Phir kyun uski aas hai

Dil parinda, dhoonde aashiyaana
Ye na jaane, kahan isko jaana, baawra

Bezubaan ishq, bezubaan ishq

Lyricstaal -

Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top