Hosh mein tum bhi nahin
Hosh mein hum bhi nahin
Rang laayegi dono ki behoshiya
Hosh mein tum bhi nahin
Hosh mein hum bhi nahin
Rang laayegi dono ki behoshiya
Is jagaah apne siva dusra koi nahin
Bekhudi le chali na jaane kahaan
Hosh mein tum bhi nahinAaj ki raat se hum toh umeed hain
Jo bhi chahenge hum aa jaayega
Raat hain apni magar baat hain machi huyi
Door hone waali hain becheniya
Hosh mein tum bhi nahinZindagi maut se khelti hain jahaan
Aye mere dil teri manzile hain wahaan
Saans hain ukhdi huyi baal hai zakde huye
Phir bhi chhayi huyi hain charo aur mastiyaan
Hosh mein tum bhi nahinPee magar is kadar ke nasha hum na ho
Is mulakaat ka phir koi gham na ho
Zulf ke saaye tale jhoom ke saagar chale
Main peelaiyaan aaj bhi aur bhi jawaan
Hosh mein tum bhi nahin
Hosh mein hum bhi nahin
Rang laayegi dono ki behoshiya
Hosh mein tum bhi nahin.
The post Hosh Mein Tum Bhi appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.