Kuch Na Kaho Lyrics – Sanam Puri
Kuch Na Kaho Lyrics – Sanam Puri ft. Shirley Setia
(Sanam Puri Begins)
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kya kehna hai, kya sunna hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka ye pal, tham sa gaya hai
Aur iss pal mein, koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Hmm.. hmm..
(Shirley Setia Begins)
Kitne gehre halke,
Shaam ke rang hai chalke
Parvat se yoon, utre badal
Jaise aanchal dhalke
Kitne gehre halke,
Shaam ke rang hai chalke
Parvat se yoon, utre badal
Jaise aanchal dhalke
Aur iss pal mein, koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kya kehna hai, kya sunna hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka ye pal, tham sa gaya hai
Aur iss pal mein, koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
0 comments:
Post a Comment