a
Tuesday, 23 June 2015

Na Rahe Hum

Rahe na rahe hum, mahaka karenge
Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein
Rahe na rahe hum

Mausam koi ho is chaman me
Rang banke rahenge in fiza me
Chahat ki khushabu,
Yu hi zulfo se udegi, fizayo ya bahare
Yuhi jhumate, yuhi jhumate aur khilate rahenge
Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein
Rahe na rahe hum, mahaka karenge
Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein
Rahe na rahe hum

Khoye ham aise kya hai milna
Kya bichhadna nahi hai, yad hamko
Guche me dil ke jab se aaye
Sirf dil ki zami hai, yad hamko
Isi sarazami, isi sarazami pe ham to rahenge
Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein
Rahe na rahe hum, mahaka karenge
Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein
Rahe na rahe hum

Jab ham na hoge tab hamari khak pe
Tum rukoge chalte chalte
Ashko se bhigi chadani mein
Ik sada si sunoge chalte chalte
Vahi pe kahi, vahi pe kahi ham tumse milenge
Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein
Rahe na rahe hum, mahaka karenge
Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein
Rahe na rahe hum.

The post Na Rahe Hum appeared first on Latest Hindi Songs Lyrics | Hindi Movie Song Lyrics | LyricsBogie.

Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top