Sahebaan Lyrics – Shahid Mallya
Sahebaan Lyrics – Shahid Mallya | Chinmayi Sripada
(Chinmayi Sripada Begins)
Mera hai jo bhi tu sahebaan
Tha bhi tu, hai bhi tu
Mera hai jo bhi tu sahebaan
Tha bhi tu, hai bhi tu
Chalte chalte uddna chaahu, tumko lekar
Tumko le loon iss duniya se, khud ko dekar
Mera hai jo bhi tu sahibaa
Tha bhi tu, hai bhi tu
Mera hai jo bhi tu sahebaan
Tha bhi tu, hai bhi tu
(Instrumental Break)
(Shahid Mallya Begins)
O..
Jab tak main tera naa hua tha
Jaise ki haara sa juaa tha
Maati ye meri huyi sona
Tune jab aankhon se chhua tha
Tera gehna pehna
Tere hoke rehna
Jhootha hai wo ishqa
Jiski koi teh na
Tumsa main hubahu
Mera hai jo bhi tu sahebaan
Tha bhi tu, hai bhi tu
Mera hai jo bhi tu sahebaan, sahebaan
Sahebaan..
0 comments:
Post a Comment