
Song : Asalaam-E-Ishqum
Film : Gunday (2014)
Lyricist : Irshad Kamil
Music : Sohail Sen
Singer : Bappi Lahiri, Neha Bhasin
Asalaam-e-Ishqum Lyrics
Ye ishq hai woh aatish Ghalib
Jo jalaye na jale, bujhaye na bujhe
Apni salamati hai maangti
Tujhse nazar oh naaznee
Salaam se na kaam se
Dil ki kai baaten bani
Ho... ho...
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
O meri adaayen teer hain
Haan meri adaayein teer hain
Meri adaayen teer hain
Mere yaar nishana tum
Asalaam-E-Ishqum yaara.. Asalaam-E-Ishqum
Asalaam-E-Ishqum yaara.. Asalaam-E-Ishqum
Apni salamati hai maangti
Tujhse nazar oh naaznee
Salaam se na kaam se
Dil ki kai baaten bani
Ha.. maar de, ya chod de tu
Rakh le dil ya tod de tu
Aisa koi mod de tu
Zindagi me ho maza..
Ha.. yaad hain angdaiyon me
Mil ke bhi tanhaiyon me
Husn ki parchhaiyon me
Khoobsoorat kafila
Re husn gali me saikadon
Re husn gali me saikadon
Husn gali me saikadon
Diwane ho gaye gum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Soch koi raat aisi
Raat me ho baat aisi
Baat me barsat aisi
Jis me bhige manchala
He.. raat ka tanha safar ho
Ishk apne zor par ho
Karvaten kuch hamsafar ho
Aag bin ho tan jala
Haye ek baar dhuyen se husn ke
Ek baar dhuyen se husn ke
Ek baar dhuyen se husn ke
Thoda sa bhar lo dam
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Apni salamati hai maangti
Tujhse nazar oh naaznee
Salaam se na kaam se
Dil ki kai baaten bani
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
Asalaam-e-Ishqum yara.. Asalaam-e-Ishqum
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.