
Song : Jiya
Film : Gunday (2014)
Lyricist : Irshad Kamil
Music : Sohail Sen
Singer : Arijit Singh
Jiya Lyrics
Jiya.. main na jiya..
Re ja.. re ja.. mera jiya..
Jiya.. main na jiya..
Re ja.. re ja.. mera jiya..
Main begana sa.. tha deevana sa..
Mujhko teri chahat ne basa diya
Jiya.. jiya.. main na jiya..
Jiya.. jiya.. main na jiya..
Jiya.. ha.. main na jiya..
Ho likhun hawaon pe main
Nainon se naam tera
Ho saye se main hathon ke
Saya lu thaam tara
Ishk ka tu haraf, jiske charon taraf
Mere bahon ke ghere ka bane hashiya
Jiya.. main na jiya..
Re ja.. re ja.. mera jiya..
Jiya.. main na jiya..
Main na jiya..
Naina firozi nahar
Khwabon ke pani me ghar
O aise hu main tere bin
Sehra ki jaise sehar
Saans me tu bhare, do jahan se pare
Aake tujhse milun main mere sathiya
Jiya.. main na jiya..
Re ja.. re ja.. mera jiya..
Jiya.. main na jiya..
Main na jiya..
0 comments:
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.