a
Friday, 24 January 2014

Baat Kya Hai Lyrics - One By Two Song

Baat Kya Hai Lyrics is from the film One By Two is penned by Amitabh Bhattacharya. Clinton Cerejo has sung it and its music is arranged by Shankar Ehsaan Loy.

Song : Baat Kya Hai
Film : One By Two (2014)
Lyricist : Amitabh Bhattacharya
Music : Shankar Ehsaan Loy
Singer : Clinton Cerejo

Baat Kya Hai Lyrics

Baat kya hai, Baat kya hai
Baat kya hai, Baat kya hai

Baat kya hai, Baat kya hai
Baat kya hai, Baat kya hai
Kyun zindagi ka haal muhal hua hai

Baat kya hai, Baat kya hai
Baat kya hai, Baat kya hai
Seene pe jaise bojh ye saal hua hai
Chardeewari me kyon saansen
Umra guzaar rahi hain
Lagta hai jaise koi karz utaar rahi hain

Dhire dhire katti ye saza hai
Jane kaisi Rab ki ye raza hai
Sab kuch hai magar kuch to kami hai
Jeena aise jeena bemaza hai

Deemak laga har khushi me
Lagti hai sabhi kagazi, kagazi
Saans ki garam chakariyan kyon
Phunkane lagi aag si, aag si
Hasti meri simti si hai pisee
Sapne mere hain daftar ki arzi me

Dhire dhire katti ye saza hai
Jane kaisi Rab ki ye raza hai
Sab kuch hai magar kuch to kami hai
Jeena aise jeena bemaza hai

Baat kya hai, Baat kya hai
Baat kya hai, Baat kya hai

Baat kya hai, Baat kya hai
Baat kya hai, Baat kya hai
Kyun muskurana band filhaal hua hai

Baat kya hai, Baat kya hai
Baat kya hai, Baat kya hai
Seene pe jaise bojh ye saal hua hai
Chardeewari me kyon saansen
Umra guzaar rahi hain
Lagta hai jaise koi karz utaar rahi hain

Dhire dhire katti ye saza hai
Jane kaisi Rab ki ye raza hai
Sab kuch hai magar kuch to kami hai
Jeena aise jeena bemaza hai

Baat kya hai, Baat kya hai
Baat kya hai, Baat kya hai

Baat kya hai, Baat kya hai
Baat kya hai, Baat kya hai




Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

:) :)) ;(( :-) =)) ;( ;-( :d :-d @-) :p :o :>) (o) [-( :-? (p) :-s (m) 8-) :-t :-b b-( :-# =p~ $-) (b) (f) x-) (k) (h) (c) cheer
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.

 
Back To Top