a
Tuesday, 8 April 2014

Aaj Heena Ke Patton Par

Aaj heena ke patton par likhata hoon dil ki baat

Mumkin hain woh haath lage mehbooba ke haath

Khoone jigar ki syahi dekar apni wafao ke aansu lekar

Zakhme dil ki rangat dekar

Dil ki kalam se likhata hoon ye dard bhare haalat

Mumkin hain woh haath lage mehbooba ke haath

Aaj heena ke patton par likhata hoon dil ki baat

Mumkin hain woh haath lage mehbooba ke haath

Patthar dil hain sara zamana koi kisi ka dard na jaana

Kise kahoon main apna fasana

Dil mein mere aag lagaye ye thandi barsaat

Mumkin hain woh haath lage mehbooba ke haath

Aaj heena ke patton par likhata hoon dil ki baat

Mumkin hain woh haath lage mehbooba ke haath

Saare bandhan tod ke aaja saare jahan ko chhod ke aaja

Rok sakega ab na zamana

O mehbooba tham le aakar deewane ka hath

Mumkin hain woh haath lage mehbooba ke haath

Aaj heena ke patton par likhata hoon dil ki baat

Mumkin hain woh haath lage mehbooba ke haath

Aaj heena ke patton par likhata hoon dil ki baat

Mumkin hain woh haath lage mehbooba ke haath.
Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

Back To Top