Zindagi zindagi nahi hoti
Moat ki dhamkiya na do mujhko
Moat kya zindagi nahi hoti
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain

Bahot aziz hamein hain magar paraya hain

Tum itani door sitaron ke paas rehate ho

Tumhein khuda ne hamare liye banaya hain
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain
Usse kisi ki mohabbat ka aitabaar nahi
Usse kisi ki mohabbat ka aitabaar nahi
Usse kisi ki mohabbat ka aitabaar nahi
Usse zamane mein sayad bahot sataya hain
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain
Kahan se aayi ye khusboo ye ghar ki khusboo hain

Iss ajnabee se andhere mein koan aaya hain
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain
Tamaam umra mera dam isi dhuen mein ghuta

Woh ik charag maine usse bujhaya hain
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo o ka saya hain.
Tuesday, 8 April 2014
Related Lyrics
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

0 comments:
Post a Comment