Justazoo hi dilo ki manzil thi
Justazoo hi dilo ki manzil thi
Humne kho kar tujhe tujhe paaya
Zindagi naam hain judaai ka
Aap aaye to mujhko yaad aaya
Aya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
Barbaadio ka aur bhi samaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
Ab tak hai uski yaad meri zindagi ke saath
Ab tak hai uski yaad meri zindagi ke saath
Do char pal ki mujhse jo pehchan kar gaya
Do char pal ki mujhse jo pehchan kar gaya
Barbaadio ka aur bhi samaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
Aankhon ne jiske shok mein
Aankhon ne jiske shok mein raate sajai thi
Aankhon ne jiske shok mein raate sajai thi
Khwabon ki anjuman wohi viraan kar gaya
Khwabon ki anjuman wohi viraan kar gaya
Barbaadio ka aur bhi samaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
Jhonka hasee subaah ka aaya to tha magar
Jhonka hasee subaah ka aaya to tha magar
Ghulshan ki har kali ko pareshan kar gaya
Ghulshan ki har kali ko pareshan kar gaya
Barbaadio ka aur bhi samaan kar gaya
Aya tha ghar sanwarne ehsaan kar gaya
Ehsaan kar gaya..ehsaan kar gaya..
Tuesday, 8 April 2014
Related Lyrics
Subscribe to:
Post Comments (Atom)








0 comments:
Post a Comment