a
Tuesday, 8 April 2014

Bhool Jana Tha To Phir


Maine puchha thaa ek sitaren se

Maine puchha thaa ek sitaren se

Imtihaan bhi safar ki hain koi

Sun ke mere sawaal ko sabnam

Raat bhar fut futkar royi

Bhool jana tha to phir

Bhool jana tha to phir

Apna banaya kyun tha

Bhool jana tha to phir

Apna banaya kyun tha

Tumne ulfat ka yakeen

Mujhko dilaya kyun tha

Bhool jana tha to phir

Apna banaya kyun tha

Tumne ulfat ka yakeen

Mujhko dilaya kyun tha

Bhool jana tha

Ek bhatke hue raahi ko

Sahara dekar

Ek bhatke hue raahi ko

Sahara dekar

Juti manzil ka

Juti manzil ka nishan

Tumne dikhaya kyun thaa

Juti manzil ka nishan

Tumne dikhaya kyun thaa

Tumne ulfat ka yakeen

Mujhko dilaya kyun tha

Bhool jana tha to phir

Apna banaya kyun tha

Khud hi tufaan uthana thaa

Mohabbat mein agar

Khud hi tufaan uthana thaa

Mohabbat mein agar

Dubne se dubne se dubne se

Dubne se meri kashti ko

Bachaya kyun thaa

Dubne se meri kashti ko

Bachaya kyun thaa

Tumne ulfat ka yakeen

Mujhko dilaya kyun tha

Bhool jana tha to phir

Apna banaya kyun tha

Jiski taabir..jiski taabir..

Jiski taabir ab ashqo se shiva kuch bhi nahi

Jiski taabir ab ashqo se shiva kuch bhi nahi

Khwab aisa meri aankho ko dikhaya kyun tha

Khwab aisa meri aankho ko dikhaya kyun tha

Tumne ulfat ka yakeen

Mujhko dilaya kyun tha

Bhool jana tha to phir

Apna banaya kyun tha

Apne anjaam se

Apne anjaam se

Apne anjaam se ab kyun ho pasimaan saba

Apne anjaam se ab kyun ho pasimaan saba

Ek bedard se dil tumne lagaya kyun thaa

Ek bedard se dil tumne lagaya kyun thaa

Tumne ulfat ka yakeen

Mujhko dilaya kyun tha

Bhool jana tha to phir

Apna banaya kyun tha

Bhool jana tha to phir

Apna banaya kyun tha.
Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top