Ghazal mein bandisho alfaaz hi nahi kaafi
Ghazal mein bandisho alfaaz hi nahi kaafi
Jigar ka khoon bhi kuchh chahiye asar ke liye
Tumhare shehar ka mausam mausam….
Tumhare shehar ka mausam
Tumhare shehar ka mausam
Bada suhana lage
Tumhare shehar ka mausam
Bada suhana lage
Main ek shyaam chura loon
Agar bura na lage
Main ek shyaam chura loon
Agar bura na lage
Tumhare shehar ka mausam
Jo dubna hai
Jo dubna hai to itane sukun se dubo
Jo dubna hai to itane sukun se dubo
Jo dubna hai to itane sukun se dubo
Ki aas paas ki leharo ko pata na lage
Ki aas paas ki leharo ko pata na lage
Ki aas paas ki leharo ko pata na lage
Tumhare shehar ka mausam
Tumhare bas mein agar ho
Tumhare bas mein agar ho to bhul jaao humein
Tumhare bas mein agar ho to bhul jaao humein
Bhul jaao humein…
Tumhare bas mein agar ho to bhul jaao humein
Tumhen bhulane mein shayad humen zamana lage
Tumhen bhulane mein shayad humen zamana lage
Tumhare shehar ka mausam bada suhana lage
Na jaane kyaa hai
Na jaane kyaa hai kisi ki udaas aankhon mein
Na jaane kyaa hai kisi ki udaas aankhon mein
Woh munh chhupake jaaye to bewafa na lage
Woh munh chhupake jaaye to bewafa na lage
Tumhare shehar ka mausam
Humare pyaar se
Humare pyaar se jalne lagi hai ek duniya
Humare pyaar se jalne lagi hai ek duniya
Humare pyaar se jalne lagi hai ek duniya
Duaan karo kisi dushman ki badduaan na lage
Duaan karo kisi dushman ki badduaan na lage
Tumhare shehar ka mausam bada suhana lage
Main ek shyaam chura loon
Agar bura na lage
Tumhare shehar ka mausam
Tumhare shehar ka mausam
Tumhare shehar ka mausam.
Tuesday, 8 April 2014
Related Lyrics
Subscribe to:
Post Comments (Atom)








0 comments:
Post a Comment