a
Monday, 7 April 2014

Dupatta


Hay…hee yeay hee…ooo

Hmm…jugni…

Hay…hee yeay hee…ooo

Hmm…jugni…

Tujhay sapnon main

Sapnon main

Sapnon main

Tujhay sapnon main

Sapnon main

Sapnon main

Tujhay sapnon main roz bulaye

Dupatta mera malmal ka

Karoon kya is chanchal ka

Dupatta mera malmal ka

Karoon kya is chanchal ka

Lehraye meray shaanon pay

Meri zulfain choom kay

Aur bhi yeh behak jaye

Jab ghata aaye jhoom kay

Yahan ahan ahan ahan

Lehraye meray shaanon pay

Meri zulfain choom kay

Aur bhi yeh behak jaye

Jab ghata aaye jhoom kay

Isay jitna samaytoon bal khaye

Dupatta mera malmal ka

Karoon kya is chanchal ka

Dupatta mera malmal ka haan

Karoon kya is chanchal ka

Here i am

Missin you

I have this feelin baby

Youre missin mein

Too…ooo…ooo..oaa…

Dhaanpay meray chehray ko

Jaagtay main shaam say

Lay jaye mujhay khayalon main

Meri baahain thaam kay

Yahan ahan ahan ahan

Dhaanpay meray chehray ko

Jaagtay main shaam say

Lay jaye mujhay khayalon main

Meri baahain thaam kay

Mujhay pyar kay roop dikhaye

Dupatta mera malmal ka

Karoon kya is chanchal ka

Dupatta mera malmal ka haan

Karoon kya is chanchal ka

Tujhay sapnon main

Sapnon main

Sapnon main

Tujhay sapnon main

Sapnon main

Sapnon main

Tujhay sapnon main roz bulaye

Dupatta mera malmal ka

Karoon kya is chanchal ka

Dupatta mera malmal ka haan

Karoon kya is chanchal ka

Dupatta mera malmal ka haan

Karoon kya is chanchal ka

Dupatta mera malmal ka haan

Karoon kya is chanchal ka.
Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top