a
Monday, 7 April 2014

Intehai Shauq


Humari zindagi kya hai

Hey…

Shaooray zaat ki khaatir hai

Bus ek azmaish hai

Humari larzishain

Hum ko sikhaati hain

Nayi raahain dikhati hain

Humari intehai shauq

Kya hai

Humain har rah guzar pehchan

Lay gi

Humaray saamnay manzil

Nishan hai

Nai subho humain bhi jaan

Lay gi

Humain bhi jaan lay gi

Humari arzoo kya hai

Kay hum apni ragain jaanay

Wafa kay rang bhar dain

Humari aa gahi

Hum ko banaati hai

Nayi shammayen jagaati hai

Humari intehai shauq

Kya hai

Humain har rah guzar pehchan

Lay gi

Humaray saamnay manzil

Nishan hai

Nai subho humain bhi jaan

Lay gi

Humain bhi jaan lay gi

Iraadon ki zameen par

Kavishon kay phool khiltay hain

Koi aandhi koi toofan

Kabhi raasta na rokay

Humain phir bhi yaqeen hai jab

Humaray dil say har dam

Aik hi awaz aati hai

Allah…

Allah tu hai mera saeen

Humari intehai shauq

Kya hai

Humain har rah guzar pehchan

Lay gi

Humaray saamnay manzil

Nishan hai

Nai subho humain bhi jaan

Lay gi

Humain bhi jaan lay gi

Humari intehai shauq

Kya hai

Humain har rah guzar pehchan

Lay gi

Humaray saamnay manzil

Nishan hai

Nai subho humain bhi jaan

Lay gi.
Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top