Sooraj Dooba Hai Lyrics – Matlabi Ho Ja Zara Matlabi
(Aditi Singh Sharma Begins)
Matlabi ho ja zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun,
Khud ki bhi sun le kabhi
(Arijit Singh Begins)
Matlabi ho ja zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun,
Khud ki bhi sun le kabhi
Kuch baat galat bhi ho jaaye
Kuch der ye dil bhi kho jaaye
Befikar dhadkane, iss tarah se chale
Shor goonje yahan se wahan
Sooraj dooba hai yaaron,
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare ghar-baar ke
Sooraj dooba hai yaaron,
Do ghoont nashe ke maaro
Gum tum bhula do saare sansaar ke
Ask me for anything,
I can give you everything
Raste bhula do saare sansaar ke
(Instrumental Break)
Ata pata rahe na kisi ka humein
Yahi kahe ye pal zindagi ka humein
Ata pata rahe na kisi ka
Yahi kahe ye pal zindagi ka
Ki khud-garz si, khwahish liye,
Be-saans bhi hum-tum jiye,
Hai gulabi gulabi samaa..
Sooraj dooba hai yaaron,
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare ghar-baar ke
Sooraj dooba hai yaaron,
Do ghoont nashe ke maaro
Gum tum bhula do saare sansaar ke
Ask me for anything,
I can give you everything
Raste bhula do saare sansaar ke
0 comments:
Post a Comment