a
Sunday, 21 December 2014

Surmai Sa Lyrcis – Aman Trikha

Surmai Sa Lyrcis – Aman Trikha


(Aman Trikha Begins)


Surmayi sa aasmaan, shabnami si zameen

Tum mile ho is tarah, muskurane lagi zindagi (zindagi)

Do dilon ki dastaan, sun raha hai Khuda

Tum mile ho iss tarah, gun gunane lagi zindagi

Tum ho rubaroo, dil ki aarzoo, saanson ka safar, tumse shuru


Tu noor hai meri subahon ka, tu chaand meri raaton ko

Hai labon pe tera naam sadaa, sun mere mahiyaa …


(Instrumental Break)


Khwaishon ke kaagazon pe naam tera hi likha hai

Meri aankhon mein hamesha tera chehra hi dikha hai (dikha hai)

Tu noor meri subahon ka, tu chaand meri raaton ko

Hai labon pe tera naam sadaa, sun mere mahiyaa …


(Instrumental & Vocal Break)


Jabse tha koyi aarmaan, koyi jazbaan beuzbaan hai

Khamoshi ka ek rishta tere mere darmiyaan hai

Darmiyaan, bezubaan, darmiyaan, bezubaan,

Tu noor hai meri subahon ka, tu chaand meri raaton ko

Hai labon pe tera naam sadaa, sun mere mahiyaa …

Sun mere mahiyaa, sun mere mahiyaa,

Sun mere mahiyaa, sun mere mahiyaa,

Sun mere mahiyaa, sun mere mahiyaa,

Sun mere mahiyaa …


Lyricstaal -


Share this Lyrics
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment

 
Back To Top